META TAGS DESCRIPTION KYA HAI AUR HUM META TAGS DESCRIPTION KA USE APNE BLOG ME KYU KARTE HAI

Namaskar dosto aap sabhi kaise hai. Main ummid karta hoo ki aap sab achchhe honge to chalte hai apne article par aaj ka hamara article hai Meta Tag kya hai main aap logo ko iss ke bare pura guide karne wala hoo wo bhi apnei saral bhasa hindi toh agar aap bhi sikhna chahte hai to hamare sath bane rahiye to chaliye suru karte hai.
Meta Tags Description Kya Hai or Iska Use Kyu Karte Hai.
Meta Tags Description Kya Hai or Iska Use Kyu Karte Hai.

Meta Tags Discription Kya Hai or Ham Meta Tags Description ka Us Apne Blog me Kyu Karte Hai – Puri Jankari Hindi Main 

Meta Tags Kya Hai Friends main aap ko bata du ki meta tegs HTML Coding ko kahte hai. HTML par tarah-tarah ke tags hote hai jiske bare me aap logo ko pata bhi nahi hoga agar hoga tab bhi se kuchh ke bare me hoga toh main aap ko bata du ki kuchh HTML meta tags Search Engines ka use karte hai or kuch search engines ko use nahi karte hai mere kahne ka matlab ye nahi hai ab jo main aap ko batane ja rahu ye bahut hi important hai agar aap ek blogger hai ya bloging karne ke bareme soch rahe hai toh main aap ko meta tags ke bare me bata raha hoo wo hai Meta tags description ye bahut hi usefull hai agar aap apne blogger ya website me meta tags description ka istimal karte hai toh ye bahut achchha hota hai aap ke website ya blog ko rank karvane ke liye

Meta Tags Description Ka Kaam -  Meta Tags description apne aap apne page ko Discribe kar sakta hai or ye google search engine ya kisi other search engines ko pata chal jata hai ki yah website ya blog kisse related hai or yaha par kya kaam hota hai or search engine aapke website ya blog jo bhi hai aap ke pass usko search result me show karta hai jiske karan aapke blog me adhik se adhik visitor pahuch pate hai or ek main aapko chuchh screen shot de raha hu jisse aap ko malum ho jayega ki meta tags description kya hota hai.

Meta Tags Description Example by www.ucposts.com
Meta Tags Description Example by www.ucposts.com


MetaTags language Type – Meta tags english ya hindi blog ke liye meta tag ek saman hi hota hai alag alag nahi hota hai. Jiska use hindi me kar sakte hai par hindi ko aap english me likhe to jyada bahtar hoga.


Meta tags description - Meta tags descriptions ko aap apne website ya blog ke sabhi pages, post par jaroor lagaye aisa aap karte hai toh, ye profit hoga ki jab google par koi bhi visitor kisi topic par search karega toh agar aap ke topic se match karata hoga or aapne agar Meta tags description ka use kiya hoga toh google aap ke bhi post ko unke samne lakar rakh degi jisse aap ke blog par visitor badahegi or aap ke liye bahut hi achchha hoga.



Toh friends aap samajh hi gaye honge ki Meta tags kya hai or hum Meta tags description ka use kisliye karte hai.

To dosto is post me aaj ke bas itna hi milte hai apne agle post mein tab tak apna khayal rakhe khush rahe or aap sabhi se request hai ki agar aap ko yah post pasand aa raha hai or aap ko help mil rahi hai to kripya Comment box me kuch jarur comment kare or mujhe bataye ke aap ko hamara post pasand aa raha hai ya nahi or isse aap ko kuchh help mil rahi hai ya nahi.
Previous
Next Post »